Maine hathway ka ek brodband…
Maine hathway ka ek brodband installation karbaye book karne time me mr Daulat Ram ji jo bhi promised kiye ek bhi full fill nahi kiya pahle ye aake dicoments aur payment ghuma fira ke le lenge uske baad inki ashali kahani suruat hota hai router bhi purana repairing bala dhool mitti khaya hua installation karke gaya jabki book karne se pahale naye lagane ki baat kar ke gaya tha aur ye bhi kaha tha ki aap abhi book karbate hai aur 3 months ka ek baar me payment kar dete hai to 200 rupees ka discount hum de denge uske baad inhone payment ke option me pura amount daala without less amount kiye fir inhone ye bataya sir ye 200 hundred aapko wapas aa jayega wo abhi tak nahi aaya ab to phone uthana bhi band kar diya internet speed 100 Mbps ho book kiya tha wo bhi 30mbps chal raha hai video router karta rahata hai bakbas service hai koi bhi galti se mat lijiye inka service








